Meri yaadai'n unki tashviro'n ki Gulaam


♥ Dar lag raha hai mujhe aaj khud k takdiro se ♥
♥ Dar lag raha hai bitaye gaye un chand mulakato se ♥
♥ Na aaye koi aisa din, Jab ham unke liye bas ek mehman ban jaye ♥
♥ mere labho pe bas unka naam, ♥
♥ Meri yaande unke tarshviro ki, ♥
♥ Aur unke panne meri naam ki GULAAM ban jaye ♥


~ Nalayak Shrma

Comments

Popular Posts